aaj se teri song lyrics(padman)

"Aaj Se Teri"
from "Padman"
Singer: arijit singh
Album :padman
 Lyricist: Kausar Munir
 Music: Amit Trivedi 
 Film Directed by: R Balki 
Music Label :Zee Music Company




Aaj se teri saari galiyan meri ho gayi.. 
Aaj se mera ghar tera ho gayaa.. 

Aaj se teri saari galiyan meri ho gayi.. 
Aaj se mera ghar tera ho gayaa.. 

Aaj se meri saari khushiyan teri ho gayi.. 
Aaj se tera gham mera ho gayaa.. 

O tere kaandhe ka jo til hai
O tere seene mein jo dil hai
O teri bijli ka jo bill hai
Aaj se mera ho gayaaa

O mere khwabon ka ambar
O meri khushiyon ka samandar
O mere pin code ka number
Aaj se tera ho gayaaa

Tere maatheee…
Tere maathe ke kumkum ko
Main tilak laga ke ghoomuga
Teri baali ki chhun chhun ko
Main dil se laga ke jhoomungaa

Meri choti si bhulon
Ko tu nadiya mein baha dena
Tere joode ke phoolon ko
Main apni shirt mein pehnunga

Bas mere liye tu maalpuve
Kabhi kabhi bana dena

Aaj se meri saari ratiyan teri ho gayi.. 
Aaj se tera din mera ho gayaaa

O tere kaandhe ka jo til hai
O tere seene mein jo dil hai
O teri bijli ka jo bill hai.. 
Aaj se mera ho gayaaa

O mere khwabon ka ambar
O meri khushiyon ka samandar
O mere pin code ka number
Aaj se tera ho gaya…

Tu maange sardi mein amiya
Jo maange garmi mein mungfaliya
Tu barish mein agar kehde
Ja mere liye tu dhoop khila
Toh main sooraj…
Toh main sooraj ko jhatak dunga
Toh main saawan ko gatak lunga
To saare taaron sang chanda
Main teri god mein rakh dunga

Bas mere liye tu khill keee
Kabhi muskura denaaa

Aaj se meri saari sadiyan teri ho gayi.. 
Aaj se tera pal mera ho gayaaa

O tere kaandhe ka jo til hai
O tere seene mein jo dil hai
O teri bijli ka jo bill hai.. 
Aaj se mera ho gayaaa

O mere khwabon ka ambar
O meri khushiyon ka samandar
O mere pin code ka number
Aaj se… tera ho gayaaa

Comments

Popular posts from this blog

Tamanna song lyrics– sung by yawar Adal

Tomar Amar Prem Song Lyrics - jaaneman movie song

Aa Jaana song Lyrics